Mere Sine Me Tumhari Dhadakan Dhadkati Hai


Meri aankho me tumhari tasvir chamakti hai,
Meri sanso me tumhari khusboo mahakti hai!
Rab hame kabhi juda na kare ek duje se,
Kyoki, Mere sine me tumhari dhadakan dhadkati hai!!

Sad Shayari

Tumhari ek hasi mere dil ki dhadkan hai


In aankho se sapne churaya na karo,
Humari Dosti ko aajmaya na karo!
Tumhari ek hasi mere dil ki dhadkan hai,
Unhe yu na aashuo me bahaya karo!!

Sad Shayari

Dil hai chhota sa yu hi bahal jayega


Dil hai chhota sa yu hi bahal jayega,
Har insaan apke samane badal jayega!
Ji lijiye har pal ko khul k mere Dost,
Ye waqt hai chala gaya to fir na aayega!!

Dosti Shayari

Abhi sara aasmaan baki hai


Jindagui ki asli udaan aapki abhi baki hai,
Aapke irado ka imthaan abhi baki hai!
Abhi to napi hai Muthi bhar jameen,
Abhi sara aasmaan baki hai!!

Dosti Hindi Shayari