Showing posts with label Gajal. Show all posts
Showing posts with label Gajal. Show all posts

Aate Ho Satane Ko, Jaate Ho Rulane Ko

Aate ho satane ko, jaate ho rulane ko
Is aane ko kya kahiye, is jaane ko kya kahiye

Abhi na phero nazar zindagi sawaar toh le
Ke dil ke sheeshe mein hum aap ko utaar toh le
Abhi na phero nazar

Kareeb aake zara kismat jaga lene do – 2
Chamakte rukh se koi jalwa chura lene do
Ke hum bhi pyaar ke din jhoom ke guzaar toh le
Ke dil ke sheeshe mein hum aap ko utaar toh le
Abhi na phero nazar

Mere chaman mein koi aaya baaharein leke – 2
Jawan nazar mein mohabbat ke phuhare leke
Abhi baaharon se hum gulsitan nikhaar toh le
Ke dil ke sheeshe mein hum aap ko utaar toh le
Abhi na phero nazar

Tere deewane teri ulfat liye baithe hai – 2
Taraste dil mein yehi hasrat Iiye baithe hai
Ke ab na keh ke kabhi aapko pukar toh le
Ke dil ke sheeshe mein hum aap ko utaar toh le
Abhi na phero nazar zindagi sawaar toh le
Abhi na phero nazar


तू दगा देकर तनहा छोड़ गया है मुझे

ये दिल रोता है तेरी मोहब्बत को याद कर के
ये आंखे बरसती है कभी तेरी बेवफाई पे,
ये सोचता हूँ मै कि किस तरह भूलू तुझे
ये जानता हूँ की उम्र भर न भुला पाउगा तुझे,

न जाने क्यों मै एक फैसला नहीं कर पाता
न जाने क्यों मै खुद को ये सजा देता हूँ,
निकालता हूँ हर बार तुझ को दिल से
और फिर भी तेरी यादों में खोया रहता हूँ,

तू दगा देकर तनहा छोड़ गया है मुझे
फिर भी ये दिल दुआ देता है तुझे,
ऐ सनम तू साथ है मेरे मेरी हर तन्हाई में
कोई गम नहीं की तुमने वफ़ा नहीं की
इतना ही बहुत है की तू शामिल है मेरी तबाही में,


ये दिल रोता है तेरी मोहब्बत को याद कर के
ये आंखे बरसती है कभी तेरी बेवफाई पे,
ये सोचता हूँ मै कि किस तरह भूलू तुझे
ये जानता हूँ की उम्र भर न भुला पाउगा तुझे,

न जाने क्यों मै एक फैसला नहीं कर पाता
न जाने क्यों मै खुद को ये सजा देता हूँ,
निकालता हूँ हर बार तुझ को दिल से
और फिर भी तेरी यादों में खोया रहता हूँ,

तू दगा देकर तनहा छोड़ गया है मुझे
फिर भी ये दिल दुआ देता है तुझे,
ऐ सनम तू साथ है मेरे मेरी हर तन्हाई में
कोई गम नहीं की तुमने वफ़ा नहीं की
इतना ही बहुत है की तू शामिल है मेरी तबाही में!!!

                                                 SATYAM RASTOGI 


Zindagi Ka Rang Hi Kuchh Aur Hota


Wakt Tham Jata Agar Aaj To Achchha Hota,
Paas Ata Agar Wo Aaj To Achchha Hota ||
Hum Naa Jate Door Iskadar Unse ,
Ki Maan Jata Wo Meri Baat To Achchha Hota||
Rakhleta Hun Saare Gam Dil Men Chupa Ke Main,
Na Pata Chalti Unhe Ye Baat To Achchha Hota||
Ansu Bahne Ka Pata Na Kabhi Chalsake Unko
Roun Main Aur Hojati Jo Barsat To Achchha Hota||
Na Khota Main Is Kadar Ranjo Gham Ki Duniya Men,
Ki Thaam Leta Jo Wo Mera Hath To Achchha Hota||
Ekele Chalke Thak Gaya Hun Zindagi Ki Rahon Par,
Jo Wo Dedete Do Pal Bhi Mera Sath To Achchha Hota||
Meri Surat Se Jothi Is Kadar Nafrat Unko ,
Wo Milte Jab Bhi Mujhe, Bas Ho Jaati Raat To Acchha Hota||
Na Hota Koi Gila Zindagi Se Apni Mujhko,
Jo Sun Lete Woek Baar Meri Baat To Achchha Hota||
Aaj Kah Ke Bhi Unko Saari Baaten Gham Hota Hai,
Kash Ke Rok Leta Apne Jazbaat To Achchha Hota||
Zindagi Ka Rang Hi Kuchh Aur Hota Aaj Meri,
Ki Us Roj Sare Rah Na Hoti Mulakat To Achchha Hota||

                                                       Mritunjay Tiwari

Zindagi Ka Rang Hi Kuchh Aur Hota
Mritunjay Tiwari


Pal-Pal Uski Yaad Me Rona


Uske bin chup-chap rahana,
Achha lagata hai!
Khamosi se ek dard ko Sahana,
Achha lagata hai !
Jis hasti ki yaad me,
Aasu barasate hai!
Samane uske kuchh na kahana,
Achha lagata hai !
Mil ka usase bichhad na jaye,
Darte rahate hai,
Isliye bas door hi rahana,
Achha lagata hai !
Uska milna na milna,
Kismat ki baat hai,
Pal-pal uski yaad me rona,
Achha lagata hai !!