Maa Ke Dhar Pe Soyee Kismat Jage


Maa ke dhar pe soyee kismat jage
Mil jaye mangi khushiyan gam bhage idar udhar

Chand aur sooraj tere hai do nayanon ke tare
Tere pyar se chamke srishti ke sare nazare
Besahara hokar jo bhi firte hai mare mare
Wo paa jate hai sab kuch aakar tere dware
Her koyee bandna chahe teri pooja ke dhage..

Jai Maa Shera Wali..

Maa tu hi hai Mahalaxmi.. tu hi hai Jagdamba
Tu hi hai Durga Bhawani, Tu hi hai Kali Amba
Tere teeno roop ko dhone Mata Shera Wali
Jamuna bheje pani Bhagirat bheje Ganga
Bhagwati ka prasad hum ko amrit jaise lage

Jai Maa Shera Wali..

Tere shakti ke bal pe dewon ne sheesh jukaye
Maa tere aashirwad se daityon ne jeevan paye
Maa sherawali ab tu bakton pe ker de kripa
Tu doobte ko bachaye aur mit.te ko jilaye
Sabke ser jukhe hai tere chamatkar ke aage..

Jai Maa Shera Wali...

Tera koti koti pranaam..

Jai Mata Di

Whats NAVRATRA?



Whats NAVRATRA?

N- nav chetna
A- akhand jyoti
V- vighn nashak
R- raat jageshwari
A- anand dayi
T- trikal darshi
R- raksh karti
A- ambe maa

JAI MATA DI!

Jai Mata Di, Happy Navratri

Jai Mata Di

Jai Mata Di

Ek taraf ka pyar


Risto ka dhaga itna kachha nhi hota,
Kisi ka dil todana achha nhi hota!
Pyar to dill ki aawaj hai,
Kaun kahata hai ki ek taraf ka pyar sachha nhi hota!!

Ek taraf ka pyar

Khata ho gayi hai


Khata ho gayi hai to saja suna do,
Dil me itna dard kyo hai wajah bata do!
Der ho gayi hai yaad karne me jaroor, lekin,
Tumko bhool jayenge ye baat bhoola doo!!

Khata ho gayi hai