
Rahat na fijaon na gufaon me he!
Darasal dilo jaan ki sacchi rahat,
Maa-baap ki duaon me hai !!
Suna tha khuda sabki suntan hai,
Isliye dua karne ki bhool kar baithe!
Pyar ka anjaam kahan malum tha,
Kuch saalo baad najane kya sama hoga,
Najane kaun dost kaha hoga,
Phir milna hua toh milenge yaadon mein,
Jaise sukhe gulab milte hai kitabon mein.