Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!


kraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti,
Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti,
Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan,
Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!


Hamara har lamha chura liya aapne,
Aankhon ko ik chand dikha diya aapne!
Hamein zindagi to di kisi aur ne,
Par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne!!